Kisi hakim ya apne bos ya bare aadmi ka gussa door karne ka Wazifa :
Agar aap chahte he k koi bara aadmi jo aap se naraz ho ya aap k
office ka bos aap par gussa na ho ya naraz ho to gussa door karne k liye is ayate karima ka har namaz k baad 11 martaba parhe or is ko likh kar apne sidhe bazu yani  right hend par bandhle bahut mufid he
“FASA YAKFI KA HUMULLAHU WA HU WASSAMIUL ALEEM”