ummul mumineen Hazrat khadija
Aaj 10 Ramzan hijri 1438 6 june 2017 tuesday he
wisal-zawjae nabie kareem rehmatul ll aalameen umul muminin Hazrat Khadijatul kubra raziallahu tala anha
aap huzur alaihissalam ki pehli zawja mohtarma he or sab se pehle orto me iman lai hazrat khatune jannat ki walida he aaj aap k wisal ka din he fatiha khwani kare
sandal-Hazrat mastan bawa sarkhaij (ahmdabad india)
sandal-Hazrat pir hasam shah (petlad india)
urs-Hazrat jagta peer (Gondal india)
urs-Hazrat ali peer(morbi india)
urs-Hazrat akbar khan (shinor india)
urs-Hazrat qazi hamiduddin nagori(nagor india)
Aaj ki achchi baat—quete of the day
–Bura waqt wo saaf aaina he jo bahut se chehro ko wazeh kar deta he
Leave A Comment