sa far ka mahina ki fazilat in hindi urdu gujratiSadrush Sharia Hazrat Allama Maulana Mufti Mohammad Amjad Ali Aazmi Rehmatullah Alaih Bahar e Shariat, Jild. 3 ke Aadab Safar ke bayaan mein farmate hain:

Maah e Safar ko log manhoos jaante hain, ismein shaadi biyaah nahi karte, ladkiyon ko rukhsat nahi karte. Aur bhi iss qism ke kaam karne se parhez karte hain. Safar karne se  gurez karte hain. Khoosusan Maah e Safar ki ibtedayi tera (13) taareekh bohat zyada nehas maani jaati hai aur unko tera teeji kehte hain. Yeh sab jahaalat ki baatein hain.
Hadees mein farmaya ke “Safar koi cheez nahi”
Yaani logon ka ise manhoos samajhna galat hai. Isi tarah zill-qad ke mahine ko bhi bohat log bura jaante hain aur usko khaali ka mahina bhi kehte hain, yeh bhi ghalat hai. Har maah (month) ke 3, 13, 23 aur 8, 18, 28 ko manhoos jaante hain, yeh bhi laghobaat hai.
Maah e Safar ka aakhri chaar-shumba (wednesday) hindustan mein bohat manaya jaata hai. Log apne kaarobaar band kar dete hain. Ser o tafreeh wa sheekar ko jaate hain. Pooriyan pakti hain. Nahaate dote hain. Khooshiyan manate hain aur kehte yeh hai ke HUZOOR E AQDAS Sallallahu Alaihi Wasallam iss roz ghusl sehet farmaya tha aur bairoon Madina Taiba ser ke liye tashreef le gaye the. Yeh sab baatein be-asl hain. Balke in dini mein HUZOOR E AKRAM Sallallahu Alaihi Wasallam ka marz shiddat ke saath tha. Woh baatein khilaaf waqai hain. Aur baaz log yeh kehte hain ke iss roz balayen aati hai aur tarah tarah ki baatein bayaan ki jaati hai. Sab be-saboot hai. Balke Hadees ka yeh irshaad “la-seefar” yaani seefar koi chiz nahi. Aisi tamaam khuraafaat ko radd karta hai.
[Sahi ul Bukhari, Kitaab ul tab, Baab-Lahama, Hadees. 5757]
[Bahar e Shariat, Jild. 3, Hissa. 16, Safa. 659-660]
Below are the Nafil namaz for the Month of Safar.
1) On Sighting of Moon for the month of Safar, Between Magrib and Isha Namaz Pray 4 rakat Namaz with 2 Salam.The Matchless Appearance of Our Prophet (sallallahu alaihi wasallam
In Every Rakat, After Sureh Fatiha, Recite Sureh Ikhlas 11 times. After Salam Read this below Darood 1000 times.

Allahumma Salli Ala Sayyidina Muhammadin Nabiyyil Ummi Wa Rahmatullahi Wa Barakatahu

2) After Isha Namaz, Pray 4 Rakat Nafil Namaz.

In First rakat, After Sureh Fatiha, Recite Sureh Kafiroon 15 times,
In Second rakat, After Sureh Fatiha, Recite Sureh Ikhlas 15 times,
In Third rakat, After Sureh Fatiha, Recite Sureh Falak 15 times,
And in fourth rakat, After Sureh Fatiha, Recite Sureh Naas 15 times.
After Salam, Recite the below Dua 100 times.

Iyyaka Na’budu Wa Iyyaka Nastaeenu

And After this Dua, Read Darood Sharif 70 times.
Note: Read Isha Vitr Namaz after this Nafil Namaz.
The Matchless Appearance of Our Prophet (sallallahu alaihi wasallam