Rozi me Barkat ki liye Bhetarin amal wazifa Dua Tamam taarife us allah ke liye hai jo tamam jahano ka paalne wala hai jiski rehmat har chiz ko vasia hai or behisaab durud o salam ho sayyadul mursalin hazrat mohammad sallallahu alaihi wasallam par jo tamam jahano par rehmat banakar bheje gae . Or behisaab rehmate naazil ho aap sallallahu alaiklhi wasallam ki aal o ashaab par or tamam musalmano par
Aaj kal aksar dindar logon ko tangi, garibi or karzdari ki shikayat hai or rozi ki fikr me paridhan hai juth va haram se kamane wale to aaj bare aaram se baizzat zindagi guzar rahe hai lekin sachai or halal tariqe se kamane wale tangi me rehte hai jisse baaz vaqt unko ye ulzan or hairani hoti hai ke allah ta’ala ne har jandar chiz ke rizq ki zimmedari le rakhi hai to fir ye tangi kyun
Agarche rizq ka masla bada nazuk hai fir bhi is mukhtasar risaale me hattal imkaan isko samjhane ki koshish ki gai hai

Doure hazir me kam ilm muslmano ko kamyunist khub behkate hai ke islam par amal karne se (nauzu billah) koi fayda nahi mazhab pet ka masla nahi hal kar sakta lekin ye sarasar dhoka or jahalat hai. Log samjte hai ke pet ka masla mout tak mahdud hai magar mukhbire sadik sallallahu alaihi wasallam ne to marne ke baad bhi pet ka masla baaki rehne ki bhi khabar di hai or iska ilaj bhi batlaya hai jiska khulasa ye hai ke jo shakhs duniye me nek aamal ke saath zindagi guzarega woh aakhir me jannat ki neamaton se khub pet bharega .
Jo insaan ke gumaan se bahar hai or jo koi nek aamal se khali haath duniya se jaega woh waha mohtaaj hoga or unse usko khane k liye zakkum (kantedaar darakht) or paani pine ke liye khun pip or hamim (kholta huva paani) nasib hoga is risaale me ahkar ka gujrati risala ‘aasan rizq” chhapa tha jisme 5 bab the ab isme izafe ke tor par aage bhi is ki cheez ki tafseel  aap zarur  aage parhenge is part number 2 bahut tafseel se  batana he magar abhi sirf ye hadis sharif parhe or amal kare.
HADEES-E-NABVI” sallallahualaihiwasallam)   HAZRAT SAKHIR BIN WADA GAMEDI (radiyallahuanhu) se riwayet hai ki RASOLULLAH sallallahualaihiwasllam) ne farmaya. aye ALLAH meri ummat ko din k pehle hisse me barkat de. aur aap sallallahualaihiwasallam) jab koi sariyya ya lashkar rawana farmate to din k pehle hisse me bhejte,   HAZRAT SAKHIR (radiyallahuanhu) tajir (busness man) they, apna maal-e-tijarat din k pehle hisse me bheja karte, lihaza aap maal daar hogaye aur aapka maal badh gaya,   Refrence.   رواہ الترمذی و ابوداود والدارمی   miskat hadees no 3730   HAZRAT IBN-E-ABBAS


(radiyallahuanhuma) ne farmaya ki NABIY-KAREEM sallallahualihiwasallam) Ne Hazrat abdullah bin rawaha Ko ek saryya me bheja to woh juma ka din pada,inke sathi subeh ko chale gaye aur unhone kaha ki mai peche rehkar RASOLULLAH sallallahualaihiwasllam) k saath juma padhlonga pher unhe ja-milinga.   jab inhone RASOLULLAH sallallahualaihiwasallam) k saath namaz padh li to RASOLULLAH sallallahualaihiwasallam) Ne inhey dekh liya aur farmaya tumhe subeh ko apne sathiyo k saath jane se kis cheez ne roka ?,   arz kiya maine soncha ki aap k saath namaz padhlo, pher unhe ja milo
.AGAR AAP KO ARTICLE ACHCHA LAGA TO IS ADD PAR CLICK KARJE HAMARI IMDAD KARE JAZAKALLAH

wazifa for love Amaliyte muhabbat gulab k zariye
“RASOLULLAH” sallallahualaihiwasallam) ne farmaya Zameen par jo kuch hai tum sara kharch karo (ya’ani rah-e-khuda me sadqa kardo) to subeh k waqt jane ki fazilat ko na pasakogay..   Refrence. رواہ الترمزی mishkat hadees no 3745..   NOTE: ahadees-e-karima se ma’alum huwa ki subeh k waqt safar karna mustahab (sawab) hai,   aur jo hazraat karobar karte hain unhein bhi subah jaldi uthkar apni tijarat aur karobar me lag jana chahye,   lekin aaj dekhne me yeh araha hai ki aksar musalman waqt ki pabandi nahi karte, waqt be’waqt apni dukan aur karobar shoro karte hain,   phir be’barkati ka rona rote hain,   aur der raat tak be’maqsad jagte rehte hain jis k nateja subeh ki namaz bhi gai. aur waqt par apne karobar par bhi nahi pahunch pate,   Aur kuch janab ka ye alam dekha gaya hai k apne padosion k kattao par raat raat bhar baith jana aur be’fuzool ki batein karna aur mobiles phons par apna sara waqt barbad karna. Aur subha uthna 1: bajay 2: bajay. Pher ye kehna mujhe kaam nahi milraha.   is liye hame chahye apne “AQA HUZOOR SAYAD-E-ALAM” sallallahualaihiwasallam) k farameen par amal karein,   taki “FAZAL-E-ILAHI” hum par jhoom kar barse aur rizq (rozi) me kushadgi (barkat) ho,   “ALLAHTA’ALA” hum sab ko farman-e-NABVI sallallahualaihiwasallam) par amal karne ki taufeeq ata farmaye aur waqt ki pabandi karne ki bhi taufeeq ata farmay,Mah e Shaban ki Fazilat Shab-e-Barat ki fazilat in Hindi Urdu

Rozee mei aisi barket k aap tasawwur na karpayen “Ya Zal fadlil Azeem
Salli ala fadlikal azeemwa’aalihi wasahbihi
wabaarik wasalim tafaddal

alaina be fadleekal azeem” her namaz k baad 20 bar in kalmaat ko parhen insha allah rozee mei barkat hogii
AGAR AAP KO ARTICLE ACHCHA LAGA TO IS ADD PAR CLICK KARJE HAMARI IMDAD KARE JAZAKALLAH



“Yaa Hameedu”jis shakhs ki ga07 Tawazo inkisari ki fazilat fakhr na karo hadise nabawindi baato kiaadat aa jati ho wo aadat chootne me na aati ho to inkalmaat ko 90 bar parh k paani per dam kark paani piye is ki faa hashgoi ki aadat nikal jaye gi insha allah
rozi me barkat,
rozi me barkat ki dua,
rozi me barkat ki dua in hindi,
rozi me barkat ki dua hindi,
rozi me barkat ke liye wazifa,
rozi me barkat ka wazifa,
rozi me barkat ke liye dua,
rozi me barkat ki dua hindi me,
rozi me barkat ki dua mp3,