mushkil ki asani ka wazifa Uruj maah me juma k din rozah rakhe or char admiyon ka behtareen khane ka taiyar karo or jo aap ki nazar me nek or parhezgar ho aise teen aadmi ko dawat de or unke saath beth kar iftar kar lekin aap sorf khajoor or pani se iftar kare.
yaad rahe k unko adab or tazeem k saath iftar karwae or is k baad dastarkhwan na uthae us ki jagah par hi rahne de.
or un namaziyon ka ji khana bache to aallah tala ki bargah me is tarah dua kare
ya allah ye khana or mehmano ki khidmat ka sawab Hazrat hanzala raziallahu tala anha ki ryh ko pohche or sadqa us jihade akbar ka
meri is mushkil ko asan farmade is k baad apni mushkil ko bayan kare or isi mushkil ka naam le k isilye roza rakha he mola asan farmade inahaallah aap mushkil haho jaegi
Hazrat hanzala kon he is vidio me zarur sune
shohdae kiram or buzurgon se tawassul se duae mangna sahaba se sabit he
jab madina munawwara me barish na hoto hazrat anas bin abdul muttalib k tawassul se dua mangte k mola ham tere mehboob alaihissalam k tawassul se dua karte the tu barish de de ta tha ab tere nabi k chacha k wasile se dua karte he barish ata farma to barish ho jati.
Hazrat faruqe azam ne bhi huzur k chacha hazrat abbas k tawassul se barish ki dwa mangi or qubool hui.
aabhi is amal ka bhar pur faida uthae or apni mushkilat ko hal farme
dua me yaad rakhe
Leave A Comment