kashfe qubur ka tariqa
kitabo me kashfe quboor k bahut sare tariqe warid he koi asan to koi bahut zyada hard magar yaha asan tariq batane jaa raha hu taki koi takleef na hi.
ye tariqa parhkar aapko herani zarur hogi is liye k is tariqe me kuchh parhna nahi he balki apne dil ki taqat se hi ye ho sakta he.
kashfe quboor kya he.
kashfe quboor yani kisi qabr par jake andar qabr wale se mulaqat karna ye kashfe quboor kehlata he
isme aap kisi bhi qabr par jakar unse mulaqat kar sakte he.
chahe wo aap k marhoomi jaise dada dadi nana nani ya walidain se bhi mulaqat kae sakte he. but he
magar ye amal jaha taj ho sake kosi allah wale ki mazar pahi kiya jae to hi behtar Howard for
ye amal behad asan he magar mehnat bhi zaruri he asani se koi cheez nahi hasil
hoti
kashfe quboor ka tariqa
sab se pehle gusl karle is k baad wuzu k saath rahiya or dhoya huwa libas pehne itr wagaira lagae or kisi buzurg ki mazar par chale jae
waha jakar adab se salam kare or paaw ki janib beth jae behtar hoga k aise waqt me jae k koi na ho aap akaile ho.
is k baad naak se dhire dhire andar saas le jis se sina bhar jae magar saans naaa roke fir se saan dhire dhire bahar le isi tarah 11 martaba kare
is k baad apni aankho ko band kare or apni tawajjuh qabr ki taraf gahrai me le jae aap soche k qabr ek gehrai he or aaki ki tawajjo is me utar rahi he or isi ko qayam rakhe is se batni aankh bhi khulegi or jis mazar par aap kar rahe he un ki ruh bhi nazar aaegi.
ye amal aap ki ruhani taqat ko barhaega or aap k dil ko bhi roshan karega.
magar yaad rahe ye asani se naye logo k liye hona mushkil he rozana koshish karte rahe inshaallah zarur kayabi milegi.
Leave A Comment