Bismillah_Hirrahma
_Nirrahim )
Dushman Ko Muaf Karna Acche Nafs Ki Zeenat …..
» Al-Quraan :
Jo Ghusse Ko Pee Jate Hai Aur Doosro’n Ke
Qasoor Muaf Kar Dete Hain, Aise Log Allah Ko Bohat Pasand Hain.
– (Surah-Al-Imran 134:3)
Hadees E Mubaraka
Jo Shakhs Kisi Ko
Muaf Kar Deta Hai, Usse Allah
Ta’Ala Izzat Se Sarfaraz Karta Hai.
– (Muslim Sharif)
Hadees E Mubaraka
Wo Shakhs Jannati Hai Jo Raat Ko Soney Se Pehle Sab Ko Mua’af Ker Ke Soye.
Hadees E Mubaraka
Ek Roz Sayyiduna
Musaa (Kalimullah Alaihi Salam) Ne Arz Kiya Ke,
“Aey Rab! Tere Nazdeek Kaun Sa
Banda Zyada Izzat Wala Hai?”
Allah Ta’Ala Ne Farmaya, “Wo
Jo Badla Lene Ki Kuwwat Ke Ba’wajud (Dushman Ko) Muaf
Karde”.
– (Sho’abul Iman, Jild-6, Page No.319, Hadees No-8327)
“ALLAHUMMA SALLIALA SAYYEDNA
MUHAMMADIM BIADADI KULLI
ZIKARIHI ALFA ALFI MAR-RATIN”

Leave A Comment