Jab Azaan ho to humko uska jawab dena chahiye, aesa karne se jitna sawab azan dene wale ko mil raha hai utna hi humko bhi milega. Ek hadees
mein aya hai ki agar logo ko azaan dene ka sawab pata chal jaaye to azaan dene ke liye ladai hone lage.
Azaan ka jawab is tarah dijiye.
Azaan : Allahhu Akbar, Allahu akbar
Jawab : Allahhu Akbar, Allahu akbar
Azaan : Allahhu Akbar, Allahu akbar
Jawab : Allahhu Akbar, Allahu akbar
Azaan : Ash hadu al lailaha illallah
Jawab : Ash hadu al lailaha illallah
Azaan : Ash hadu al lailaha illallah
Jawab : Ash hadu al lailaha illallah
Azaan : Ash hadu anna Muhammadur rasulAllah
Jawab : Ash hadu anna Muhammadur rasulAllah (sallallahu alyhiwasallam)
Azaan : Ash hadu anna Muhammadur rasulAllah
Jawab : Ash hadu anna Muhammadur rasulAllah (sallallahu alyhiwasallam)
Azaan : Hayya alas salah
Jawab : La hawla wala kuwwata illa billa hil aliyil azim
Azaan : Hayya alas salah
Jawab : La hawla wala kuwwata illa billa hil aliyil azim
Azaan : Hayya alal falah
Jawab : La hawla wala kuwwata illa billa hil aliyil azim
Azaan : Hayya alal falah
Jawab : La hawla wala kuwwata illa billa hil aliyil azim
Azaan : Allahhu Akbar, Allahu akbar
Jawab : Allahhu Akbar, Allahu akbar
Azaan : Lailaha Illallah
Jawab : Lailaha Illallah
Iske baad Azan ke baad ki dua padhiye.
padhne k bad share zaror kare take ye sab to pata chale”AZAN”
Hazrat Mohammad alaihissalam Ne Farmaya:
1. Jo shaks Azan k Waqt Khamosh nahi rehta MOUT ke waqt us ko KALMA Naseeb nahi hoga
2. Jo shaks AZAN ka 1 Jumla sun kar usay dohraye to us k Aamalname me 20 lakh Nekiyan likh di jati hainOrJo koi dusre ko bataye to us k”Aamalname” me 30 lakh Nekyan likh di jati hain
QAYAMAT ke din to Insan 1 Neki k liye ‘tarse’ ga
Requested to you please forward to all Muslim ummah.
Leave A Comment