quetes of MOLA ALI FARMATE HE
* Hayaa ( Sharam ) Ki Kashish,Khoob’suratiSe Ziyada Hoti Hai
* Rona Dil Ko Roshan Karta Hai.
* Maa Aur Baap Ki Khidmat DonoJahan MeKaam Aati Hai.
* Aulaad Ke Liye Jo Cheez Ghar LaoTo PehleLadki Ko Do, Fir Ladke Ko.
* Duniya Me Sab Se ZiyadaKhatarnaak, JawaaniKa Gussa Hai.
* Kisi Ka Dil Mat Dukhao, Kyun KeTum Bhi DilRakhte Ho.
* Bolna Chaandi Ki Tarah He Aur Khamosh
Rehna Sona (Gold) Ki Tarah Hai.
* Kisi Se Milte Waqt Muskurana Sadqa Hai.
* Gunaah Se Bachna Sab Se BadiNeki Hai.
* Hamesha Sach Bolo Taake Tumhe  Qasam Khaane Ki Zaroorat Na Pade.
1. Janwar main Aqal aur farishtey main Khwahish nai hoti magr Insan maindono hoti hain. Agar wo aqal ko daba dey tohjanwar aur agar khwahish ko
daba ley toh farishta.
2. Insan eik dukan hai aur Zuban us ka taala.Taala khulta hai to maloomhota hai k dukan soney ki hai ya koiley ki.
3. Insan buzdil itna hai k sotey huwe khuwabmain bhi dar jata hai aur
be-waqoof itna k jaagtey huwe bhi apne Allah seynahi darta.
4. Dunya naseeb sey milti hai aur aakhiret mehnatsey magr aaj hamari sarimehnat dunya ke liye hai aur aakhirat ko hum nenaseeb per chhor diya haiDuwa me yaad rakhnaQaul-e-Mubarak : Daawat Qabool Karne MeAmeer-O-Gareeb Ka Farq Naa Karo AurDoor Hone Ki Wajeh Se Daawat Radd NaKaro.