Ahzab A:56 quran majeed
Allah tala Irshad Frmata Hy
“Be-Shak Allah Or Us K Farishtay Durood Bhaijtay Hn Gaib Batanay Wale(Nabi) Par Ay Eman Waloun Tum B Un Par Durood Or Khoob Salam Bhaijo
Is Ayat Se Hamain Bohat Se Heeray Chunnay Ko Milay
Sb Se Pehle Ek Usool-E-Fiqah Zehan Nasheen Kar Ljjye Ta


K Kbi B Kisi Baat Me Ulajh Na Payen  MUTLAQ:Allah Ne Apne Bando Ko Jin Amaal Ka Hukum Dia Or Us Me Koi Qaid Na Lagayi To Wo Hukum Mutlaq Kehlata HyJese Allah Ne Namaz Ka Hukum Dia To Koi Qaid Na Lagayi K Namaz Srf Zameen Pe Hi Parhi Jaye Or Hawa Paani Me Ya Chaand Pe Namaz Maaf HyWudu Ka Hukum Dia To Ye Qaid Na Lagayi K Wudu Thanday Pani Se Kia Jaye Ya Garam Se Ya Mitti K Uper Baith Kar Kia Jaye Ya Pathar PeZakat Ka Hukum Dia To Ye Nahi Farmaya K Kisi Khas Currency Me Hi Zakaat Ada Ki Jaye Ya Coins Ya Note Ki Soorat MeBul K Sirf Apne Bando Ko Hukum Farma Dia Or Koi Qaid Na Lagayi.Magar duroom me farmaya me bhi parhta hu farishtey bhi or tum bhi parho yahi amal sab se behtar he kyu k khud mola ne hukm diya or khud bhi bhejta he HamarE Durood shareef k blog me aap alag alag durood parh sakte he
Huzur sallallahu aluhivwasallam ne ek marataba mola aku se farmaya a ali 4;cheeze karke soya karo
1CHAR HAZAR DINAAR SADKA KRKE SOYA
KRO
2AK QURAN SHARIF PADHKR SOYA KRO3JANNAT KI KIMAT ADA KARKE SOYA

KRO4DO LADHNE WALO ME SULHA SAMJHOTA

KRA KE SOYA KRO5AK HAJ KARKE SOYA KRO
HAZRAT ALI Radiallahuanha NE FARMAYA  YA RASULALLHA YE KAAM AK SATH AK HIRAAT ME MUJHSE KESE HONGEFHIR NABI KARIM sallahualaihewasalaam
NE IRSHAD FARMAYA4 MARTABA SURYE FATEHA PADHKR SOYAKRO IS KA SAWAB 4 HAZAR DINAR SADKAKRNE KE BARABAR HAI
3 MARTABA KUL HUWALLAHO AHAD PADHKER SOYA KRO ISKA SAWAB AK QURAN MAZIDKE BARABAR HAI10 MARTABA ISTAGFAAR PADH KR SOYAKRO DO LADHNE WALO KE BICH SAMJHOTAKARANE KE SAWAB KE BARABAR HAI
10 MARTABA DARUD SHARIF PADHKERSOYA KRO JANNAT KI KIMAT ADA HOGI4 MARTABA TISRA KALMA PADHKR SOYAKARO AK HAJ KA SAWAB HOGA
Ye amal hazrat mola ali radiallahu tala anh kiya karte the bahut behtareen he

 
Hazrat imaam gazaali farmate hweua amal se maine bahut kachh hasil kiya

Friday:  allahu 100 MARTABA


Saturday:  Lailaaha illallah100 MARTABA

Sunday: ya hayyu ya qaiyum 100 MARTABA
Monday: durud shareef100 MARTABA
Tuesday: Astagfirullah 100 MARTABA
Wednesday:  Bismilla hirrahma nirraheem100 MARTABA
Thursday:Lailaha allallahul malikul haqqil mubeen 100 MARTABA



TASBIHE FATIMA–
Rasulullah sallallahu alaihi w sallam ne irshaad farmaya:Jo shakhs har Farz namaz ke baad

 

33 martabaSUB’HANALLAH,33 martabaALHAMDULILLAH,aur34martabaALLAHUAKBAR  kehta he wo kabhi mahrum (nuqsaan me) nahi rehta.MUSLIMYe amal hazrat khatune jannat fatema zehra raziakkahu talaa anhu ko Rasulullah sallallahu alaihi w sallamNe ataa faemaya tha bahut kamyab amal heISE TASNIHE FATIMA BHI KAHA JATAA HEAGAR THAKAAWAT LAGIHO HOTO SONE SE PEHLE PARHLE THAKAWAT UTAR JAAEGI.
Huzur sallallahu aluhivwasallam ne ek marataba mola aku se farmaya a ali 4;cheeze karke soya karo
1CHAR HAZAR DINAAR SADKA KRKE SOYA
KRO
2AK QURAN SHARIF PADHKR SOYA KRO3JANNAT KI KIMAT ADA KARKE SOYA

KRO4DO LADHNE WALO ME SULHA SAMJHOTA

KRA KE SOYA KRO5AK HAJ KARKE SOYA KRO
HAZRAT ALI Radiallahuanha NE FARMAYA  YA RASULALLHA YE KAAM AK SATH AK HIRAAT ME MUJHSE KESE HONGEFHIR NABI KARIM sallahualaihewasalaam
NE IRSHAD FARMAYA4 MARTABA SURYE FATEHA PADHKR SOYAKRO IS KA SAWAB 4 HAZAR DINAR SADKAKRNE KE BARABAR HAI
3 MARTABA KUL HUWALLAHO AHAD PADHKER SOYA KRO ISKA SAWAB AK QURAN MAZIDKE BARABAR HAI10 MARTABA ISTAGFAAR PADH KR SOYAKRO DO LADHNE WALO KE BICH SAMJHOTAKARANE KE SAWAB KE BARABAR HAI
10 MARTABA DARUD SHARIF PADHKERSOYA KRO JANNAT KI KIMAT ADA HOGI4 MARTABA TISRA KALMA PADHKR SOYAKARO AK HAJ KA SAWAB HOGA
Ye amal hazrat mola ali radiallahu tala anh kiya karte the bahut behtareen he
 
 
1)charon Qul,Aayat’al kursi aur Surae Qalam ki akhri aayaat ki tilawat kr k dam karde
2)Quran paki ki surah falak,surah nas,Ur surah
ikhlas hay parh kar dam kare
3)nazar utarnay k liya aatay main hath lagwa ker jis ko nazar lagi ho awal o aakhir 7 bar darood or 4

qul or ayat ul kursi perh k aata kisi ghareeb ko dene se b kaha jata hai k nazar b uterti hai or sadqa b nikal jata hai tobalain b door ho jati hain