Hazrat Fatime khatune jannatAaj 3 RAMZAANUL MUBARAK, hijri 1430 -30-5-2017
SHAB E WISAAL,Hazrat khatune jannat
Aaj razan ki 3 tarikh he aaj Hamare aaqa rahmatul lil aalamin janabe muhammade mustafa sallallahu alaihi wasallam ki noore nazar khatune jannat aap ki beti hasnain karimain ki walida mola ali ki zawja mohtarma saiyda taiyaba abida zahida hazrat fatima raziallahu tala anha k wisal ka din he.
Aap ka maqam wa martaba bahut buland wa bala he aap nabi ki shehzadi he yahi kaafi he lekin ibadat k riyazat me aap ka sani nahi.
Aap ka wisal huzur alaihissalam k wisal k 6 mahine baad huwa.
Aaj k din fatiha dilae or rakat parh kar hadiya bhi pesh kare allah tala aap k sadqa tamam ummate muhammadiya ki magfirat farae.
Aamin Dua ki guzarish
wisaal -Hazrat khwaja sirri saqti (bagdad sharif)
urs- hazrat saiyaed ahmad bapu wa mast munir shah (bhalod gujrat india)
aaj ki zchchi baat -islamic quotes
—mazaaq zarur kare magar is baat ka khayal rakhe k mazaq karne or mazaq urane ka farq aap ko malum hona chahiye
house of hazrat khatune jannat
bayan of of hazrat khatune jannat
Leave A Comment