10.JINN BALAA SE HIFAZAT:KA WAZIFA
surebakra ki tilawat karnay se ghar ya karobar me aur parhnay walon pe jin ya jadoo ka khatra nahi rahta.
DUNYAVI HAJAT PURI KARNE KA WAZIFA
su.Rahman parh kar dua kiya karay inshallah wo hajat bar aayegi chahay khud ka makan hi kyu na manga
muqadma ME KAMYABI KA WAZIFA
su.fat’h 40 martba parh kar court jaen faisla aapkay haq me hoga.agar shadeed zokhim ho to 100 bar parh kar dua maangay.inshallah na-insafi na hogi.
Leave A Comment